Android Mobile Phone Ki Ram Kaise Badhaye (100% Worked) in Hindi
Agar aapka Android phone kam ram hone ke karan Hang karta hai, ya slow chalta hai. to aap ROEHSOFT RAM Expander (SWAP) Apk ka use karke apne phone ki ram badha sakte hai, but eske liye aapko apne phone ko root karna padega.
Dosto jyadatar Android smartphones me Ram ki problem hoti hai. kam ram hone ke wajah se na to ham unme koi High version apk install kar pate hai, or na he koi big size ka game khel pate hai.
Bese to aapko internet par hazaro applications mil jayinge, Ram ko increase karne ke. but unme se bhut kam he working hote hai. esliye kisi unknown app ko apne phone me install karke usko practical karke na dekhe, esse aapka phone damage bhi ho sakte hai.
Friends aaj ham aapko es article me aako batayinge ki aap apne android app ki Ram kaise increase kar sakte hai. ROEHSOFT RAM Expander (SWAP) ek esa android app hai jisko use karke aap apne android mobile ki ram ko badha sakte hai. or phone ki speed ko bhi fast kar sakte hai.
Requirments:
Rooted Android Phone. [ How To Root? ]
Internet Connection.
ROEHSOFT RAM Expander (SWAP) Apk. [ Download ]
One SdCard.
My Guide
Android Mobile Ki Ram Kaise Badhaye?
Agar aap apne Android phone ki ram ko badhana chate hai to aapko es article ke har ek step ko theek se carefuly follow karna hoga.
Step1: Sabse phele apne android phone ko Root kar le. phir ROEHSOFT RAM Expander (SWAP) Apk ko
Download karke install kar le.
Step2: Ab phone ko Off kar de, or Sdcard insert karne ke baad phone ko bapas On kare.
Step3: Ab ROEHSOFT RAM Expander (SWAP) Apk ko open kare.
Step4: Ab Swpfile ko badhaye. (Jitna aap swpfile ko drag karinge utni he ram aapki increase ho jayegi.)
Note: Jitna aapke sdcard me free space ho usse kam he Swpfile (Ram) ko badhaye.
Step5: Swappiness ko 100 he rhene de.
Step7: Ab kuch time ka wait kare process complete hone ke baad apke phone ki ram increase ho jyegi.
Process complete hone ke baad apne phone ki Ram ko setting me check na kare. kyuki yeh application only aapke phone ki virtual Ram ko he increase karega. jo ki aap setting me nhi dekh sakte, but aapke phone ki speed fast fast ho jayegi.
to Dosto es trha aap apne phone ki ram ki problem ko solve kar sakte hai. umeed hai aapko yeh article jarror pasand aaya hoga. so pls share on Sociol Media

Comments
Post a Comment