Popular WhatsApp Tricks In Hindi
33 Popular Whatsapp Tricks In Hindi ,Dosto whatsapp world’s most downloaded Android messaging apps me se ek hai. apne launching ke kuch hi dino me whatsapp sabhi ke dilo par raj karne me success raha hai. waise to whatsapp se judi bahut sare tips & tricks hain lakin kuch important best popular whatsapp tips & tricks in hindi, me aapko nahi pata lakin aaj ke es whatsapp tricks ke article me mai aapko en sabhi tips or tricks ke bare me bataunga.
waise to whatsapp ke upar bahut se blogger ne article likhe hain lakin aaj maine aapke liye ye 33 popular whatsapp trick article likha hai jisme aapko whatsapp ki A2Z trick ke bare me bataya jaega. i think ki kisi bhi hindi blog par ye article itne clean words me kabhi nahi likha gaya. mujhe aapka support chahiye. aaeye ab bat karte hain aaj ke es article me aapko whatsapp ke kin feature or kin whatsapp trick & tips ke bare me bataya jaega –
33 Popular WhatsApp Trick In Hindi :-
Content :-
1. How To Use whatsapp Without Mobile Number ( Phone Number Bina Whatsapp account kaise banaye )
2. Spy Someone Else Whatsapp ( friend ka whatsapp kaise hack kare )
3. Aapke friend ne aapka message Read kiya ya nahi kaise jane ?
4. whatsapp me Blue Tick option kaise disable ( band ) kare ?
5. whatsapp Quote feature kya hai ?
6. whatsapp par popular message kaise Star kare ?
7. Image, Video, Audio Whatsapp me auto download kaise disable (band) kare ?
8. Whatsapp ko PIN se kaise lock kare ?
9. whatsapp par deleted message ko kaise recover kare ?
10. ek mobile me multiple whatsapp kaise istemal kare ?
11. whatsapp par best friends ke shortcut kaise banaye ?
12. whatsapp account number kaise change kare ?
13. whatsapp profile picture prank trick.
14. whatsapp validity kaise badhaye ?
15. whatsapp chat background kaise badle ?
16. Ek bar me sabhi dosto ko message send kare.
17. Apni current location apne friends ke sath share kare.
18. whatsapp par larger file jaise ZIP, RAR, APK , EXE , PDF, DOC , PPT , XLS kaise send kare ?
19. whatsapp par last seen hide kare.
20. Apni Profile pic private kare.
21. Apne whatsapp chat Ka backup Google Drive Me Kaise Kare ?
22. Alag group ke liye set kare special notification tone.
23. message kare bold or italic.
24. use kare whatsapp new font feature.
25. photo fake thumbnail kaise banaye.
26. whatsapp se GIFs send kare.
27. email par apne sabhi conservation kaise send kare ?
28. Whatsapp Group Link Se invitation send karna.
29. whatsapp selfie me Flash effect add kare.
30. whatsapp conversation ka backup Google drive me le.
31. group me friends ko tag kaise kare ?
32. whatsapp par Facebook data share kaise band kare ?
33. Whatsapp Fake Chat Or Conservation Banana.
1. Without Mobile Number whatsapp kaise chalaye ?
dosto without mobile number matlab ki bina mobile number verification ke whatsapp account banakar kaise chalaye iske bare me aap jarur janna chahenge. to chaliye mai aapko batata hu ki bina mobile number ke whatsapp kaise chalaye –
1. First, apne mobile me whatsapp apk ko uninstall kare.
2. Ab play store se whatsapp download kare.
3. mobile me Flight Mode On kare.
4. Google play store se spoof message application download kare.
5. spoof message apk ko install kare.
6. Now, ye aapko internet se verification ki suvidha nahi dega balki aapko verification ke liye alternate method choose karne ko prompt karega.
7. aap ‘Check Through SMS’ choose kare or email id enter kare.
8. Now instantly Cancel button par click kare.
9. Ab spoof message app ko open kare or ye details enter kare –
To: +447900347295
From: +(Country code)(mobile number)
Message: Your email address
Ab ye apne aap aapka whatsapp verify karega or aap whatsapp use kar sakenge.
2. Friend Ka whatsapp spy Hack kaise kare ?
whatsapp hack kaise kare ? ye ek top question hai. iska directly answer to yahi hoga ki aap whatsapp ko without interface ke to hack kar nahi sakte lakin ha hamare es trick se aap apne friends ya relative ke whatsapp ko track jarur kar sakte hain –
1. apne friend ka mobile le jisko aap spy karna chahte hain.
2. Go to settings —> About phone —> Status—> Wi-Fi MAC address
3. mac address note karle.
4. ab apne mobile se whatsapp ko uninstall karde.
5. ab apne mobile ko mac id apne friends ko mac id se spoofing mac se badal de.
6. ab apne mobile me whatsapp download kare. ab aapke friend ke mobile me whatsapp verification code send karega.
7. apna whatsapp verify kare.
8. ab jab aapka friend ya girlfriend whatsapp par kuch bhi karega to aapko uski har activity ke bare me pata chal jaega.
3. Kya aapke friend ne aapka whatsapp message read kiya ?
kya aapke friend ne aapka whatsapp message read kiya or agar kiya to fir kab kiya ? aapka message aapke friend ko kab delivered hua or usne Usko kab read kiya ? iske bare me janna simple whatsapp trick hai –
• apne message par long press kare.
• ab ek bar open hogi usme i icon par click kare.
• aapko puri jankari mil jaegi ki aapke friend ko kab aapka message mila or kab usne read kiya
4. Whatsapp Me Blue Tick Option Kaise Disable Kare ?
blue tick ka matlab hai ki hamne ho message padha hai to agar hamara blue tick option enabled hai to samne wale ko pata chal jaega ki hamne message kab padha. agar aap nahi chahte ki koi ye jane ki aapne kab uska message padha to aap blue tick ko disabled kar sakte hain. ye bahut simple hai aaeye jante hain es whatsapp trick ke bare me –
• apna whatsapp account open kare or three vertical dots icon par click kare jo top right corner me hai.
• now Settings > Account > Privacy me jaye.
• Read Receipts ko uncheck kare. that’s it.
5. Whatsapp Quote Feature Kya Hai ?
whatsapp ke es trick se aap kisi ke message ka reply uske message ko quote karke de sakte hain. ye quote tip group chating me bahut kam aati hai –
• apne kisi group me friends ke kisi question ka answer dene ke liye us message par click kare.
• ab ek bar open hogi usme se first wala icon choose kare jo screenshot me niche aapko dikhaya gaya hai.
• ab apna comment add kare or send kare.
• that’s it. ab aapne special uske us message ka reply kiya hai or wo usko aasani se samjh jaega ki aapne uske konse message ke liye reply kiya hai.
6. Whatsapp Par Popular Message Kaise Star kare ?
kai bar kisi group me kuch message aise hote hain jo hame bahut pasand aajate hain jaise koi shayari ya koi images or hum chahte hain ki hum usko apne friends ke sath share kare. lakin us time sayad hum aisa nahi kar oaye lakh aap chahe to us message ko special apne whatsapp me star karke rakh sakte hain or bad me kabhi bhi read kar sakte hain or share bhi kar sakte hain. to aaeye jante hain –
• kisi message par long press kare.
• ab bar me se Star option par click kare.
• that’s it. ab aap apne whatsapp ke menu option me jakar stared message par click karke us message ko aasani se dekh sakte hai
7. Whatsapp Me Image, Video Auto Download Kaise Band Kare ?
whatsapp me kai bar image, videos, audios apne aap download hona suru ho jate hain. isse hamara data waste to hota hi hai sath hi unnecessary files bhi download ho jati hain. aise me aap –
• Whatsapp ke 3 Dots menu option me jaye.
• Ab Settings > Data Usage > Media Auto Download Par click kare.
• ab aap one by one sabhi ko disabled karde
8. Whatsapp Ko PIN Se kaise Lock Kare :-
jahir si bat hai dosto aaj ke din whatsapp ki security kon nahi chahta. hum sabhi cahte hain ko hamara whatsapp fully protect rahe or hamar sivay koi dusra usko access na kar paye. to iske liye aa0 whatsapp security tips jarur padhe –
• Aap iske liye Lock For Whatsapp application download kare.
• look for whatsapp application ko apne Android mobile me install or open kare.
• that’s it. ab aap ek specific code dalkar apna whatsapp lock kar sakte hain.8. Whatsapp Ko PIN Se kaise Lock Kare :-

• that’s it. ab aap ek specific code dalkar apna whatsapp lock kar sakte hain.
9. Whatsapp par Deleted Message Ko Recover kaise kare ?
whatsapp par delete ho chuke message ko bhi recover kiya ja sakta hai. aap hamare es whatsapp hack trick se apne deleted whatsapp message ko aasani se recover kar sakte hain –
• Apne Android mobile ko USB cable se PC se connect kare.
• Go to Folder – whatsapp/Databases
• yaha 2 file msgstore-yyyy..dd..db.crypt and msgstore.db.crypt name se milegi.
• msgstore-yyyy..dd..db.crypt file me last 7 din me sent kiye or receive kiye gaye messages honge.
• es file ko Notepad ya Wordpad me open karke aap message ko read kar sakte hain.
Whatsapp Chat Ka Backup Google Drive Me kaise Kare ?
whatsapp ki es trick me mai aapko bataunga ki aap kaise apne sabhi whatsapp message chat , images, videos, audios ka backup Google drive me le. Google drive me whatsapp chat ka backup lene ka bahut fayda hota hai. agar kabhi aapke mobile me koi problem aajaye ya kisi reason se aapka whatsapp band ho jaye ya uninstall ho jaye to aisi condition me agar aapne apne whatsapp chat ka backup le rakha hai to aap new whatsapp apk download karke apna whatsapp account banate samay apne backup se sabhi message ko recover kar sakte hain –
• Sabse pahle apne whatsapp ko open kare.
• uske bad three dots Menu par click kare or Chats par click kare.
• Now Chat Backup par click kare.
• ab backup to Google Drive par click kare or yaha se aap daily backup select kar sakte hain.
• That’s it. ab aapke whatsapp messages ka backup daily aapke Google drive me automatically ho jaega. enjoy this whatsapp trick.

Comments
Post a Comment